How to be joined
FOREVER LIVING PRODUCTS KAISE JOIN KARE?
Forever living ko join karne kaa tarika bohot hi simple hai jise aap step by step jaanenge.
Sabse pehle aap forever living ke official website www.foreverliving.com par jaiye. Apna country select kariye aur fir join par click kariye.
Ab apko teen forms bharne hai PERSONAL INFORMATION, CONTACT INFORMATION, SPONSER INFORMATION.
Join pe click karte hi aap directly Personal information page par pahuch jaaenge.
Fir aapko use bharna hai aur bhar kar next par click karna hai.
Ab aap directly Contact information page par pahuch jaaenge
Aur aap use bhar kar verify address par click kar dijiye.
Uske baad aap directly Sponsor information page par pahuch jaaenge.
Ab aap [Option 1: I know my sponser's 12 digit FBO ID# below] par click kariye.
Ab niche ek box khulega jisme sponser id# daalna hai aur apka sponser id hoga 910900008645
Sponser id# daalne ke baad find pe click karte hi niche apke sponsor ke baare me (Detail) aayega.
Captcha code bharne ke baad aur terms and condition par tick lagaane ke baad review par click kar dijiye.
Apka ID# aur Temporary Password ban jaaega jo kuch hi seconds me aapke registered email id par bhej diya jaaega. Par yaad rakhiye ki wo password kewal ek baar istemaal kar sakte hai.
Ek option ayega jisme Aapne jo form bhara hai usko pdf format me download karne ke baare me likha hoga. Jaise ki "Download a PDF copy of your online application" par click kar dijiye wo download ho jaaega.
Ab aap apne email account open kariye aur bheje gaye ID# aur temporary password ka istemaal karke forever living ke official site par jaaiye aur kam se kam 1000/- rupay ka koi bhi ek ya usse adhik product order kar dijiye taaki company product ke prati aapka intrest dekh sake. Uske baad jindagi bhar company kabhi bhi apko khud ke liye product kharidne ke liye nahi bolegi.
Agar temporary password ka istemaal karke product kharidte samay koi pareshani hoti hai to koi baat nahi aap tab product order kar lena jab puri tarah se joining process khatm karoge.
Aapne jo PDF format download kia tha usme do pages hote hai ek Form ka page aur dusra term and condition ka page. Un dono pages ko 3 copies kar ke print out karaana hai.
Uske baad form page ke print outs copies me niche Applicant's signature ke paas apna signature kar dijiye, uske bagal me date likhiye. upar apko ek option dikhega jisme apko tick lagaana hai ki aap Indian ho ya Nri.
Uske baad aapne jo tetms and condition ka page print outs kiya tha uspar date aur time likhne ka jagah hoga usko bhar do.
Uske baad aap apne birth aur address proof ka ek copy xerox(Photo copy) karawo (Jaise ki aadhar card ya voter card ya kuch aur ) aur uske sath hi ek copy pan card ka xerox kara lo. Fir un savi xerox copies me apna signature kar do.
Uske baad un savi print out copies aur xerox copies ko Mumabai OFFICE bhej dijiye-
ya fir aap khud hi Flp ke nakdiki branch me jaakar jama kar sakte hai.
Documents ke FLP branch me pahuchne ke baad 24 se 48 ghante ke andar apka ID# activate ho jaaegi aur ek naya password banaane ke liye apke registered email id par naya password banane ka option aa jaeega aur aap apne pasand ka koi bhi password bana sakte hai.
Ab aap jindagi bhar ke liye Novus Customer aur FBO bhi ban chuke hai. Ab aapke upar nirbhar karta hai ki aap kya karna chaahenge. Novus customer bankar products istemaal karna pasand karenge ya business bhi karna pasand karenge.
NOTE: 1) aapne form me jo address diya hai wahi address apke address proof ke xerox me hona chahiye.
2) Aapke pan card me jo signature hai bilkul wahi signature apke savi documents par hone chahiye.
3) Company ko product ke prati apna intrest dikhaane ke liye kam se kam ek product order kariye.
4) Aapka ID# tab tak activate nahi hoga jab tak saare jaruri aur sahi documents FLP branch nahi pahuch jaate.
Great information
ReplyDelete