Benfits of aloe thoothgel

FOREVER LIVING PRODUCTS KA FOREVER BRIGHT TOOTHGEL SABSE ACCHA HAI.


Pichhle ek dashak me kuch samay se FOREVER BRIGHT TOOTHGEL ki itni acchi bikri rahi hai ki waastaw me ye pura bik gaya hai. Iss utpaad(Product) ke saath logo ko aashcharya janak parinaam milne lage hai. Forever bright toothgel lokpriyata ke baawjud, FLP ke bitrak FLP se aur jaankari maangte rahte hai, isliye FLP ne ek lekh likhne kaa faisla kiya jo bistrit jaankaari dega aur use clinic me istemaal kiya jaa sakta hai, kyunki aap aloevera ko kewal twacha se nijaaj paane ke liye istemaal karenge lekin aap paaenge ki wo masudo ke liye bahut asardaar hai.

FOREVER BRIGHT TOOTHGEL ne 1985 se wahi formula banaakar rakha hai, aur isme aloevera pratham saamagri hai.

BISHESHTAAE:

Plaak ka kaaran maane jane wala kitaanu ko rokta aur maarta hai.

Periodontitis ya masudo ke rog se ladne me prabhaawsaali.

Safed banaane ki kriya badhaana aur badhbu ghataana.

Apgharshan me bahut kam

FOREVER BRIGHT TOOTHGEL KE SAATH KIYE GAYE SODH:

1. Forever bright ko dant parichhan waali uss pariyogshala me bheja gaya jo apni achukta aur pramukh, market ke kuch bishist gormula ke khilaaf apgharshan ke liye jaanch ki sushmata ke liye mashhur hai.  Jaanche gaye savi namuno me forever bright ka upgharshan itna kam tha ki ise policing toothgel ghoshit kar dia gaya.

2. Sodho ki sujhao ki samiksha karne ke baad forever bright toothgel sanrachna taiyaar ki gayi. Inn samikshao me bataya gaya ki acchi safaai aur muh ki taajgi ke liye sabse asardaar aur mann pasand maadhyam ke rup me bazar ka chalan jel sanrachnaao ki or badh raha hai. Bohot se logo ne ye bhi pucha ki forever bright tooth gel me floraid nahi hai. Chaliye iske baare me thoda bistaar se jaante hai.

FLUORIDE HAMESHA FAAYDEMAND NAHI HOTA!

Fluoride hamaare har chhoti se chhoti chij aur ahaaro me paaya jaata hai. Iss baat ka sabut bade paimaane me mil raha hai ki fluoride ka purak lene ya stroto se haasil karke jaada floraid paane se darasal hamaare shehat par bura prabhaaw padta hai. Pehle aisha maana jaata tha ki daant ka sadan rokne ke liye aawashyak saamagri fluoride hai. Lekin kuch byawshayik anusandhankartaao ke paas kuch chikitsak sabut hai jisme bataaya gaya hai ki darasal fluoride budhape me aane waale lacchan ko dikhaata hai aur aisa paya gaya hai ki ye sharir ke nawikaran durusti ki chamtaao ko nuksaan pahuchata sakta hai.

YE KAISE SAMBHAW HAI?

Anek anusandhankartaao ne unn dushparinaamo par sodh ki aur paya ki fluoride sharir ke kaarya pranaali ke liye jimmedar sadharan protein ko kharab karta hai. Protein ka sthir kia ha aakaar nast hone ke baad protein ki enzymatic kriya bhi nasht ho jaati hai.

SACCHAI:

Aloevera me paaye jaane wale ek agyat enzyme ke baare me pata chala hai ki usse fluoride ke saath istemaal karne se wo 100% nishiddh ho jaata hai. Dusra 70% nishiddh paya gaya. Fluoride  aloevera ke anya mahatwapurna enzyms par naashak pratikiri karte hue dekhe gaye hai. FLP anya aisi toothpaste ke baare me jaanti hai jisme fluoride aur aloevera dono hai. Un companies ne "sale apil" ke taur par aloevera ke prabhaawsilta ko banaaye rakhne se jaada mahatwapurnafluoride ko suchibaddh karne ka faisla kia, uske biprit FLP ne mehsus kia ki aloevera ka mulya banaye rakhna sabse jaada mahatwa purna hai.

Comments

Popular posts from this blog

Offices & timing schedule

How to be joined

Improve your sexual weakness by using forever product