Posts

Showing posts from December, 2017

Have a diabetes?

Image
मधुमेह क्या है? मधुमेह मेलेटस एक पोषण संबंधी विकार है, जो रक्त ग्लूकोज के असामान्य रूप से ऊंचा स्तर और मूत्र में अतिरिक्त ग्लूकोज के उत्सर्जन के कारण होता है। यह इंसुलिन की एक पूर्ण या सापेक्ष कमी से परिणाम है जो कार्बोहाइड्रेट में चयापचय के साथ-साथ प्रोटीन और वसा के चयापचय में असामान्यताएं बनाता है। मधुमेह एक ऐसी बीमारी है जो चिकित्सा दुनिया के लिए बहुत ही प्राचीन समय से ज्ञात है। इसकी घटना पहले से कहीं अधिक है, हालांकि, पहले की तुलना में बहुत अधिक है। यह व्यापक रूप से समृद्ध और अधिक उदार खाद्य आपूर्ति के कारण दुनिया के अधिक उन्नत देशों के मामले में विशेष रूप से सच है सबसे अधिक इस्तेमाल की जाने वाली स्क्रीनिंग टेस्ट, उपवास के रक्त शर्करा के स्तर और दो घंटे के बाद के फैसले का निर्धारण होता है, जो भोजन के बाद होता है। सामान्य-उपवास वाले रक्त शर्करा की मात्रा 80 से 1 20 मिलीग्राम है 100 मिलीलीटर प्रति रक्त का और यह 180 मिलीग्राम के स्तर तक जा सकता है प्रति 1 00 मिलीलीटर भोजन के दो घंटे बाद रक्त का इन नियमों से ऊपर कुछ भी मधुमेह के स्तर के रूप में कहा जा सकता है। डायबिटीज़ सभी...

How to be joined

Image
FOREVER LIVING PRODUCTS KAISE JOIN KARE? Forever living ko join karne kaa tarika bohot hi simple hai jise aap step by step jaanenge. Sabse pehle aap forever living ke official website www.foreverliving.com par jaiye. Apna country select kariye aur fir join par click kariye. Ab apko teen forms bharne hai PERSONAL INFORMATION, CONTACT INFORMATION, SPONSER INFORMATION. Join pe click karte hi aap directly Personal information page par pahuch jaaenge. Fir aapko use bharna hai aur bhar kar next par click karna hai. Ab aap directly Contact information page par pahuch jaaenge Aur aap use bhar kar verify address par click kar dijiye. Uske baad aap directly Sponsor information page par pahuch jaaenge. Ab aap [Option 1: I know my sponser's 12 digit FBO ID# below] par click kariye. Ab niche ek box khulega jisme sponser id# daalna hai aur apka sponser id hoga 910900008645 Sponser id# daalne ke baad find pe click karte hi niche apke sponsor ke baare me (Detail) aayega. Captcha c...

Offices & timing schedule

Image
INDIA ME FOREVER LIVING PRODUCTS KI OFFICES. Ahmedabad RDO Krishna House, Nr. Nabard Residency, H.L Comm. College Rd, Ellisbridge, Ahmedabad 380 009. Office Hours 11.00 am - 8.00 pm Fri. to Tues. 2.00 pm – 8.00 pm Thurs. Closed on Wednesday Fax: 079-2630 0280 Bangalore Product Centre A – Santhanam Chambers, Ground floor, Near Medinova, Union Street No.6, Off Infantary Road, Bangalore 560 001. Office Hours11.00 am - 8.00 pm Thurs. to Tues. 2.00 pm - 8.00 pm on Thurs. Closed on Wednesday Fax: 080-2286 1642 Delhi RDO C – 150, Naraina Indl. Area, Phase I, New Delhi 110 028. Office Hours 10.30 am – 7.30 pm Fri. to Tues. 2.00 pm - 8.00 pm on Thurs. Closed on Wednesday Fax: 011- 2589 7785 Goa Product Centre Unit No. G17, Ground Floor, Geras Imperium, EDC Patto Plaza, Panaji, Goa - 403 001. Office Hours 10:00 am - 07:00 pm Mon. - Sat. 11:00 am - 07:00 pm Tues. & Thurs. Closed on Sunday Fax: 022-6641 4007 Hyderabad RDO 8-2...

I say something?

Image
MAI KUCH KEHNA CHAHTA HUN. MERI KUCH BAATE. Iss blog ko banaane ka makshad bas itna hai ki aapko FOREVER LIVING PRODUCTS ke sudh aur uttam avsar ki jaankaari di ja sake. Iss blog me di gayi jaankaari puri to nahi hai par itni to hai hi ki aap apni jindagi, apne acche swaasth aur apne bhawisya ke liye sahi faisla le sake. Aap iske business avsar(Opportunity) se judne se pehle agar kisi se salaah lena chahte ho to aap beshak le sakte hai par itna yaad rakhna ki aakhri faisla aapka hi hona chahiye. Forever living products business me aap kitna ya kitna jaada kama sakte hai ye aapko ek baar bhi nahi bataaya aur naa hi kavi bata sakta hun kyunki Forever living products unn companies jaisi nahi hai jo raato raato amir banne ke khwaab dikhaakar ya jald se jald lakho rupay kamaane ka khwaab dikhakar aapka samay barbaad karte hai. Mai chahu to mai laakho aur karoro rupay ki baat kar sakta hun lekin mai nahi chaahta ki koi bhi inssan Forever living products ko ATM machine samajhkar join kar...

That questions ask you

Image
AAPKE KUCH SAWAAL. 1. KYA FOREVER LIVING BUSINESS ME KOI RISK HAI? Ans: Bilkul nahi... Yaha kisi tarah ka koi risk nahi hai kyoki yaha pe apka koi investment nahi hai. Company ko apke paiso se koi matlab nahi hai hai. Company ko bas apke samay aur mehnat me interest hai 2. MERE PAAS PEHLE SE EK JOB HAI TO KYA ISS BUSINESS KE LIYE MUJHE APNI JOB CHHODNI PADEGI? Ans: Bilkul nahi... Agar apke paas pehle se koi job ya pehle se koi aur business hai to bhi aap forever living business kar sakte hai kyuki isme koi samay ki pareshani nahi hai. Aap jab chahe tab kar sakte hai. Iss business ko aap parttime ya fulltime bhi kar sakte hai. Kayi log iss business ko parttime suru karte hai aur aage chalkar fulltime karne lagte hai. 3. KYA FOREVER LIVING BUSINESS KO KOI BHI KAR SAKTA HAI? Ans: Forever living business ko Doctor, Engineer, Teacher, wakil, judge, Students, Housewifes, retired karmchari, riksha driver, Anpad koi bhi kar sakta hai. Aur to aur karte bhi hai aur kaafi safalta ke saath ...

What say sales manager of india

Image
FOREVER LIVING PRODUCTS INDIA KE SALES MANAGER NE AAPSE KUCH KAHA HAI. Forever living me aapka swaagat hai.... Agar apme aur mujhme jara bhi koi samaanta hai to samay samay me aap apni wartmaan sthiti ke baare me sochte honge, in warso me paayi hui apni uplabdhio me najar daalte honge aur apne aap se kuch gambhir sawaal puchte honge. Kai baar ye sawaal ek se hote honge kyuki aap sochte honge ki kuch chije aapke sath hi kyu hoti hai, aur ham khud ko bhi kuch sawaalo ke jawaab dene se darte hai. Ye wartmaan jivan ka sabse bada sach hai ki aap aaj jaha bhi hai wo aapke bite hue kal liye hue faislo ke karan hai, aur aane waale pandrah saalo me aap jaha bhi honge wo aapke aaj ke liye hue faislo ki wajah se honge. Kisi ne kaha hai ki agar aap jindagi me kuch nahi bante to ye kam se kam apke liye gaye faislo ke kaaran hona chahiye naa ki aapke lie kiye gaye kisi aur ke faislo ke kaaran. Ye chije sirf aapke jaankari ke liye di gayi hai jaankari ka matlab ab apke paas bikalp hai, ise apna ...

Why choose flp

Image
FOREVER LIVING PRODUCTS KA BUSINESS HI KYUN? Network marketing ki awradhna aur ye jo bishaal byawasayik  awsar ka prastaaw deti hai ye samajhne ke baad ye kehna galat nahi hoga ki ye jo laabh prastaawit karte hai wo bhawishya ka byawasay hai. Nai shataabdi  me swaasth aur nirogita bhi mahatwa pa chuka hai. Har koi chahta hai " Accha mehsus karna aur swasth rehna". Aap ek aisi company ko dekh rahe hai jo aaj ke yug ke do bade uddhogo - Network marketing aur swaasth poshan  utpaad ka mishran ek saath pesh kar rahi hai. FLP ko core veluse, business ethics aur sanskriti, behtarin byawasay aur marketing me 37 saalo se sanchaalan karne ka garw hai. Isse FLP apne products ki gunwanta ki guarantee apne karoro graahko aur FBO ko de sakte hai jo nirbhar hai swaasth aur behtar aajiwika ke liye. FLP uddhog me sabse ucha maanak aur gunwanta banaaye rakhte hai aur soch hamesha sabse upar bane rehne ka hai. Aur ye lakshya na kewal utpaad ke gunwanta se paya jata hai balki  FL...