A gold life in flp

NETWORK MARKETING EK NAYA SONA(GOLD) HAI.

India me network marketing ke naam se bohot se log darte ghabraate hai. Ye post apko network marketing ke baare me behtar tarike se jaanne me madad karega.



Network marketing dunia ka sabae teji se utpaado ki marketing aur bitran ka tarika hai. Ye "WORD OF MOUTH PUBLICITY" ke niyam par kaam karta hai. Jaise ki naam se hi jaahir "AAP" jo network marketing company ke jariye nirmit utpaad kharidne bechne me lag sakte hai ke aas paas ke logo ka network banane ka kaam hai.

Sidhe sabdo me ye relationship business hai. Ye logo ko apna byawasay (NETWORK) khada karne ke madad ke baare me ya apke utpaado aur service (Retailing) apke graahako par dhyaan dene ke baare me hai.
Network marketing waastaw me ek nahi dikhne waala byawasay aur ye sab bikri ke baare me hai. Ye aisa byawasay hai jisme koi bhi thodi aur kadi mehnat se aarthik labh aur byaktigat ajaadi pa sakta hai. Lekin iske liye bazaar me khade utre natije par adhaarit shiksha jaruri hai.

Byawasay ke do tarike hai:

1) NETWORK MARKETING-
Network marketing bikri aur bitran ke baare me hai lekin ek alag tarah ki bikri hai. Ye kaafi kuch soft sale ya sifaarish jaisa hai naa ki hard clogin type hai, jo apko pasand nahi

2) DIRECT SALES COMPANIES-
Ye company bikreta aadharit maani jaati hai. Ye uchi kimat waali samaantah ek hi baar kharida jaane wala samaano ki maarketing karti hai. Aap byaktigat rup se bechte hai iska apko pura bhuktaan ho jaata hai, isliye apko dher saari chije bechni padti hai. Ye bhi apko simaa me baandh deta hai ki aap kis tarah ke logo ko apne byawasay me sales person ke rup me rakh sakte hai.
Jo insaan aisi company aisi company se judte hai unhe FBO kaha jaata hai. Wo company se utpaad kharidte hai aur upbhokta ko sidhe apne network dwaara bech dete hai inme bich me koi agent ya koi aur nahi hota hai. Ye iss byapaar ka sabse badi punji hai. Kaarkhane se FBO aur phir sidhe antim istemaalkarta ko.
Network marketing graahako aur byawasay bhagidaaro ke mulaakat ke baare me hona chahiye jabki jadatar company aaj apko ye sikhati hai ki kaise logo ko bharti kare aur maal bechna suru kar de. Aap apne sanghatan me kewal kuch pratinidhiyo ke sath ek safal byawasay ka nirmaan kar sakte agar we sikhaye gaye ho ki graahako ko bhi dusro ke sath jama kare jo aapki graahako ki suchi kam naa ho jaye, isse aap ab bhi apna utpaad retail me bech sakte hai.
Aaj network byapaar ek kharbo dollar ka byapaar ban gaya hai. Iske core velute athics aur badhiya byawasay sidhanto ke jariye log lakhpati karorpati ban rahe hai. Forever living ko aisi hi ek company hone par garv hai.

Comments

Popular posts from this blog

Offices & timing schedule

How to be joined

I say something?