As compare to another aloe?
JAB MAI DUSRE SASTE BRAND KHARID SAKTA HU TO MUJHE FOREVER LIVING KA HI ALOE VERA JEL KYUN KHARIDNA CHAHIYE?
Ye bilkul jaayaj sawaal hai aur forever living aapko saayad nimnalikhit jaankari dekar iska behtar tarike se jawaab de sakta hai.
FLP aur iske affiliates dunia me aloevera ke sabse bade ugaane waale aur vitrak hai. FLP ke USA aur kairibiyan dono hi ugaane ki pramukh jalwaayu wale khet hai. Isliye FLP aapko ekdam achukta se bata sakta hai ki FLP ka aloevera kahaa aur kaise ugaaya gaya tha. Udaahran ke lie FLP jaanta hai aur aapko aaswaasan de sakta hai ki uska aloevera ke kheto me kisi bhi khatarnak ya harbisied ka istemaal nahi kiya gaya hai
Kataai ke lie kaun si pattiya pak gayi hai ye chunne se lekar bottles me bharne ke baad bhandaar ke taapman tak ki har prakriya niyantran karte hai. FLP kisi aur apurtikarta par nirbhar nahi hai. FLP kaa jel taaji paripakwa se nikala jaata hai aur iske jaruri poshak tatwo ko bachaane ke lie kuch ghanto ke andar stabilized kia jaata hai. Stithikaran ki ye prakriya FLP ke sansthapak, chairman of board of directors aur SEO Rex maughan dwaara petend hai. FLP ke jel me koi kritim sugandh ya rang nahi milaaya jaata, ek saal me kataai ke kai daur hone ki wajah se, rang aur swaad me fark ho saktaa hai, kuch companies ke baare me pata chalaa hai ki wo selfo par saalo bhar ek jaisa rang banaye rakhne ke lie aloevera me bliching karne waale tatwa milaate hai. FLP ka manna hai ki rang me dikhayi dene waala fark prakritik aur swasth hai.
Aloevera me kudrati roop se paani ka bohot bada hissa hone ka baawjud kaccha jel dikhne waale har insaan ko pata chal jaega ki ye saaf taral nahi hai. FLP ke aloevera jel ko samrup nahi kia jaata, ye chhana nahi jaata. FLP ke pey padhartho me bharpur gudda hota hai jo niche baith jaata hai, aur usme hamare dainik khuraak ke hi awashyak aloevera ki achchaiya hai. Ham aapko sujaaw dete hai ki aap FLP ke pey padharto ko acchi tarah se hilaye taaki aap gudda ka sampurna laabh paa sake. Kuch company aloevera ke gudda ko chhan kar deti hai jisse wo saade paani jaisa dikhayi deta hai.
Haal hi me hol leaf aloevera ne kafi dhyan aakarsit kia hai aur iske nirmatao dwara atirikt laabh pradaan karne waale ke rup me pesh kia jaata hai. Wo aksar ye batana taal jate hai ki baahari pattiyo me paaye jaane waale tej rechak tatwo ko hataane ke lie unhe pure taral ko charcoal ke filtter me se gujarna padta hai. Jo jel me paaye jane wale poshak ke prakritik santunal ko aniwaarya roop se bigaad deta hai. FLP ko apne jel ko chhanne ki is prakriya se gujrkar utpaadak ke ekikaran ko khatre me daalne ki koi jarurat nahi hai. Chuki aloevera ke paramparik , supramaanit gun uske chilke me nahi balki uske jel me hai. Islie FLP ka aloevera kheto me kudrati khaad ki tarah upyog karta hai.FLP ka aloevera ubaala nahi jaata ubaalna ya pesechraijesion sasta aur tribtar hai. Atirikt garmi sakriya samgriyo ko nast kar deti hai. Enjaim sakriyta ka sanchayan sunakshit karne ke lie FLP sirf sab pashchraijesion tapmaano ka istemaal karte hai. Prosecing poshako ko lambe samay tak andar hi kaid kar deta hai. FLP kaa aloevera freeze drive jel se nahi banaya jata hai aur is tarh kuch companies dohri takat wale aur isi tarah ke anya daawo ke sath apne utpaad aap ke paas pahuchane tak 100% stabilized aloevera jel hai. FLP ka pey jely aur lotion par pratham saamagri 100% stabilized aloevera hi hai.Newyork ke food aloe drug laboratory ne ghosna ki thi ki FLP ka aloevera jel kacche jel ke ekdam samaan hai. Dusre sabdo me kaha jaaye toFLP aloevera jel patti todkar aur jel ko chammach bhar se pine jaisa hai. Jisme pattiyo me maujud bish aur pradushak nahi hai. FLP saare utpaadak par paisa wapas milne ki guarantee hai. Jo adhiktar store se kharide jaane wale aloevera jel par nahi hai.
STHIR(STABILIZED) FLP KA ALOEVERA GEL AUR BAZAR ME BIKNE WALA ALOEVERA JEL KA PARIKCHAN(TESTING) HINDI ME. ONLINE DEKHE-
Comments
Post a Comment