Forever world

Mai jaanta hu ki aap kaafi byast(Busy) hai. Aapme se shayad kuch aise bhi hai jo bilkul byast nahi hai.

Jo byast nahi hai shayad unke paas kuch karne ko hi nahi hai aur jo byast hai unke paas kuch karne ko bohot kuch ho.

Jindagi me har koi safal hona chahta hai aur paise kamaana chahta hai, lekin safal hone ke liye mehnat karna bhi jaruri hai jo aaj ke samay me lagbhag har insaan kar raha hai. Lekin sabse jaruri baat ye hai ki aap jaha mehnat kar rahe hai aur uss mehnat ke badle apko jo milta hai, kya apko lagta hai ki wo apke mehnat ke hisaab se sahi hai?

Agar aapki kamaai adhik bhi hai to kya aap usse santust hai?

Aaj ke samay me bhale hi koi jitna bhi kama le alag se usse ek chhoti ya badi bypaar(Business) ki suruaat karni hi chahiye taaki bhawisya(Future) me usse apne aaj ko dekh kar afsos na ho ki usne kal se hi aaj ki taiyaari kyu na ki.

Mai janta hu ki shayad aap ye soch rahe honge ki aapko ye sab pehle se hi pata hai aur ye sab kisi se janne ki jarurat nahi hai lekin shayad aap khud ko bebas mehsus karte honge ye soch kar ki kisi byapaar(Business) ko suru karne ke liye jitne paise lagenge utne aap de nahi sakenge ya aap ye bhi sochte honge ki paise mil bhi gaye to aap samay nahi nikaal paaenge. Iske alawa shayad aap ye bhi sochte honge ki kaun saa byapaar karu aur usme imaandari se mehnat karne par safal honge ya nahi?

To mai bas apko yahi kahunga ki aapne kabhi FOREVER LIVING PRODUCTS ka naam suna hai kya?

Ye tay raha ki mai iss blog ke jariye jo apko batane jaa rahu wo sansaar ka sabse uttam avsar hai. Apko shayad khusi bhi hogi aur hairaani bhi hogi lekin agle kuch samay tak agar aap iss blog se jude rahkar iss blog me diye gaye savi posts ko padhenge to apko biswaash ho jaaega.

1978 me kisi ne apni sudh, swasth aur mahaan kalpanaao se janam diya tha ek company, products, aur aise awsaro ka jisne aneko jindagiya badal di sath hi pure sansaar me karoro logo ki jndgai ko behtar bana raha hai.

Mai jaanta hu ki aap bhi jante hai wo kya hai. Ji haa wo hai "FOREVER LIVING PRODUCTS" jo aaj pure sansaar me karoro swatantra byawasayo(Independent Businessmen) ko janam diya hai aur jo apne behtarin kudrati products aur ek adbhut business avsar se logo ki jindagia badal raha hai.

Ye hai wo insaan jisne inn sab ka nirmaan kia hai "REX MAUGHAN".



Inhone inn sab ki suruwat 1978 me america ke ek chhote se office me kiya tha aur waha unhone taiyar kia aloevera products aur ek behtarin business plan ka.

Forever living products ne 1978 se ab tak itni tarraki ki hai ki ham soch bhi nahi sakte hai aur aaj ye 160 se bhi jada desho tak pahuch gayi hai.

Apke mann me shayad kai sawal uthte honge ki kya hai isme aisa khaas jo har koi isse judne ko taiyar hai?

Akhir kyu iska business avsar dusre se alag aur accha hai?

In savi sawaalo ka jawaab mil jaayega. Apko is blog me apni puri zindagi nahi deni hai bas kewal 10 se 20 minutes dena hai aur bache hue baaki ke chhote chhote posts ko padna hai jo aapki puri jiwan ko behtar bana degi. Par yaad rahe apko suru se lekar akhir tak ek ek karke saare posts padhne hai tabhi aap sahi samajh paaenge aur agar aap adhura yaa kahi se bhi koi bhi post padhte hai to apko shayad achhe se kuch bhi nahi samajh ayega. Islie meri aapse binti hai suru se pade. Meri kosis hai ki mai apko FOREVER LIVING ke products aur business avsar ke baare me sanchhep(Short) me bata saku.

Comments

Popular posts from this blog

Offices & timing schedule

How to be joined

I say something?